11 of Sadharang's.
Nagpur Zindabaad....
No readers but writers...............
I cant believe...
Yaqeen Muhkam..............Amal Paiham..........
Monday, January 10, 2011
Sunday, December 12, 2010
Miss You All
Gone are the days....
When we were together....
Days and Nights.........
You were in my arms......
Face to Face....
My eyes stuck to you.....
Your Words.....
So Ecstacial....
Where are you all?
I miss you all??
I miss you so much...
I swear, I miss you...
All those monthly magzines..
Hazaar Rang, Chahar rang,
Jasoosi Digest and Sadharang..
Talaash Jadeed and all.......
When we were together....
Days and Nights.........
You were in my arms......
Face to Face....
My eyes stuck to you.....
Your Words.....
So Ecstacial....
Where are you all?
I miss you all??
I miss you so much...
I swear, I miss you...
All those monthly magzines..
Hazaar Rang, Chahar rang,
Jasoosi Digest and Sadharang..
Talaash Jadeed and all.......
Wednesday, November 10, 2010
Muskurahat
Zindagi mein Kuch cheezein Aisi hoti hain jo kush maani naheen rakhtein lekin dar asl wohi Saari Zindagi ka Maani rakhti hain......
First Time Examiner was a Good Experience in fact :-)
The Funny Questions
The Funny Answers
The Funny Reasons
The Funny Faces
The Funny Seriousness
The Funny JOKES :-)
Ha Ha Ha.... Had a lot of fun.....
Time was also that not bad.....
Enjoyed.
Monday, October 11, 2010
Nayi Rahein..... Naye Khwaab
Kya khoob kaha hai Maulana Abul Kalam Azad ne.... "Yahaan ka har bigaad dar asl ek nayi banaawat hai"
R.V. Patil Sir ne kaha tha...... "I love my foes....because they show me right path."
Ek naya jazba....
Ek naya khayaal....
Ek nayi Ummeed......
Naye Tasavvur.....Naye Khwaab..... Nayi Khalish.......Naye Raaste..... Naye Manaazir......
Zindagi kitni Haseen hai.......
Hum to is jeene ke haathoon mar chale....... :-)
Thursday, September 16, 2010
Teen Saal
3 Saal....
36 Maheene....
Aur 1096 Din........
Naye Khwaab....
Naye Mansoobe.....
Naye Khyaal.......
Nayi Rahein.....
Nayi Khushiyaan....
Naye Suraab.......
Phir wohi maange huye lamhe phir wohi jaam e sharab
Kuch na samjhe Khuda kare koyi.....
Samajhdaar ko Ishaara kaafi hota hai....
Bak raha hun junoon mein kya kya kuch......

Saturday, September 11, 2010
Phir Wohi Eid……
Phir Wohi Eid……
Zindagi Ki 27th Eid…..
Har baar ki tarah is baar bhi Khushiyaan be hisaab….
Muskurahatein an-ginat.
Is baar Eid ka maza kuch aur tha…..
Phir who chahe Dugaane ke liye Eid Gaah Eid Gaah bhatakna :-) ho ya guzare dinoon ka malaal….
In sab se badh kar tha nayi dosti ka haseen ahessas aur guzari refaaqatoon ka suroor angez Jaam e Khayaal..
Aath saal pehle jab Parvez Bhaiya se Mohabbat aur Nafrat ki Shiddat par baat huyi thi to khyaal kiya tha ke Nafrat Shadeed hoti hai kyun ke is mein koyi Garaz naheen hoti……
Aaj Dostoon ki Mohabbatein dekh kar ahesaas hua ka shayad who khyaal Galat tha……
Kuch logoon ke yoon badal jaane ka hizn to apni jagah tha…..Lekin Guzare dinoon ke Yadein jis tarah Taaza huyien…..is tarah ki tabdeeli har baar mumkin naheen……………
Rashid ke Khet ka maza hi kuch aur hai :-)…….
Shayad aisa pehli baar hua ka pehla din kam pad gaya………..
Dusra din bhi betaab hi tha………
Bade dinoon baaf Cricket Khela……
Lutf ke hare ek Lamhe ko Aaala e Shuaayi Khaake mein Qaid kar liya gaya…..
Haaye yeh Eid……………….
Main ba Sajdaye Shukr Dua Go hoon ke…….
Khuda Bichde diloon ko milaaye to aise milaaye….
Eid aaye to aisi aaye…………
Baar Baar Aaye………
Hazaar Baar Aaye……..

Monday, August 23, 2010
Qahqaha - is Yaasiyat par
Duniya ne humein choda Jazbi hum chod na dein kyun duniya ko
Duniya ko Samajh kar baithe hain ab Duniya Duniya Kaun Kare.....
Aaj is Dil e Khush Fahem ki Enaayat hai ke Zeest ke in lamhoo ki yasiyaat pe Qahqahe lagaane ke liye machalraha hai.........
Yaadein... Bahut Yaad aati hain.....
Kooche.... Nigaahoon ke Saamne Lahra Jaate hain....
Raanaayiyaan.....Tasavvur mein bal khaati hain hain.....
Ruswaayiyaan.... Peecha Naheen Chodti
Khushboyein.... Phir Muattar kar Jaati hain
Nigaaheen..Waisi hi Fasoon Kaar hain
Asoodgiyaan.....Ek Tasveer hai.... Yaddon ke Parde par.... jhilmilaate huye....Ek ShahKaar
Qismat ke Fareb....
Tanhaayi Ka Azaab....
Zakhmoon ke Dard.....
Aur ab..... Yasiyaat par Qahqahe....

Subscribe to:
Posts (Atom)